Chand Chhupa Badal Mein Full Song | Hum Dil De Chuke Sanam | LYRICS

 Chand Chhupa Badal Mein Full Song | Hum Dil De Chuke Sanam | LYRICS


















Song description in Chand Chhapa Badal

Song: Chand chupa baadal mein

Album:Hum Dil De Chuke Sanam (1999)

Singers: Alka Yaganak, Udit Narayan

Composer: Ismail Darbar

                                                                  Lyricist: Mahbub


       The song in Chand Chhapa Badal is from Sanjay Leela Bhansali's film Hum Dilwale Sanam starring Salman Khan, Ajay Devgan, Aishwarya Rai and Zehra Sehgal. Chand Choppa Badal has lyrics penned by Mahbub while the track is sung by Alka Yaganak and Udit Narayan.Song description in Chand Chhapa Badal


Chand Chupa Baadal Mein Lyrics

Chand chupa baadal mein

Sharma ke meri jaana


Chand chupa baadal mein

Sharma ke meri jaana..

Seene se lag ja tu

Balkha ke meri jaana

Gumsum sa hai, gupchup sa hai

Madhosh hai, khaamosh hai


Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai

O ho ho chand chupa baadal mein

Sharma ke meri jaana

Seene se lag ja tu

Balkha ke meri jaana

Nazdeekiyan badh jaane de

Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi

Yeh dooriyan mit jaane de Arre nahi baba nahi abhi nahi nahi

Door se hi tum jee bhar ke dekho

Tum hi kaho kaise door se dekhoon

Chand ko jaise dekhta chakor hai

Aye.. gumsum sa hai, gupchup sa hai

Madhosh hai, khaamosh hai

Yeh sama haan yeh sama kuchh aur hai

O ho ho chand chupa baadal mein

Sharma ke jaan-e-jaana

Seene se lag ja tu

Balkha ke meri jaana


Aaja re aaja chanda

Ke jab tak tu na aayega

Sajna ke chehare ko dekhne

Yeh man tarsa jaayega

Na na chanda tu nahi aana tu jo aaya to

Sanam sharma ke kahin chala jaaye na

Aaja re aaja chanda

Tu laakh duaayein paayega

Na na chanda tu nahi aana

Warna sanam chala jaayega


Aanchal mein tu chhup jaane de

Arre nahi baba, nahi baba nahi nahi nahi

Zulfon mein tu kho jaane de

Arre re nahi baba nahi abhi nahi nahi

Pyaar to naam hai sabra ka humdam

Wohi bhala bolo kaise karein hum

Savan ki raah jaise dekhe mor hai

Aye rehne bhi do, jaane bhi do

Ab chhodo na, munh modo na

Yeh sama, haan yeh sama, kuchh aur hai


Aaya re aaya chanda

Ab har khwaahish poori hogi

Chandini raat mein har sajni

Apne sajna ko dekhegi


Aaya re aaya chanda

Ab har khwaahish poori hogi

Chandini raat mein har sajni

Apne sajna ko dekhegi


Aaya re aaya chanda

Ab har khwaahish poori hogi

Chandini raat mein har sajni

Apne sajna ko dekhegi